Our Terms of Use and Privacy Policy have changed. We think you'll like them better this way.

Dosra Janum, Mahruk - Intro. Urdu

  • Broadcast in Women
Sylvia GlobalX Voices of Our Future

Sylvia GlobalX Voices of Our Future

×  

Follow This Show

If you liked this show, you should follow Sylvia GlobalX Voices of Our Future.
h:624313
s:5801979
archived

Taleem ke ahmiyat humari zindagi mein kia ha?

Mera name Mahrukh Pasha hai aur mera taruuf iske siwa kuch nahi ke main sirf aik insan hun jisme insaniyat ha. Mere show ka nam hai “ dosra janum”. Aik janum humara pedaish ker waqt hota ha aur dosra janum jab hum apni zehaniyat ke ghulami se azad hote hain.  Humara dosra janum yani nafsiyati janum sirf taleem o tarbiyat ke hasool ke wajah se he mumkin hai. Mujhey fakhar ha ke main sirf aik insan he nahe bulkey insaniyat ka dard rakhne wali aur insaniyat rakhne wali insane hun.

Facebook comments

Available when logged-in to Facebook and if Targeting Cookies are enabled